Sharaab Shayaris to send to friends. If you are looking for Sharaab Shayaris then your search ends here. You will find all the Sharaab Shayaris related messages here. Just read the full collection of Sharaab Shayaris. Browse below for Sharaab Shayaris with latest Sharaab Shayaris first.
FOR MORE JOKES / SMS / SHAYARIS CATEGORIES, USE RIGHT MENUS >>
Jaam say jaam aaj tu takra le ankhon say chalki hoton say laga le
509 Times Scraped
Wo roj jaate hai maikhaane mein Jinko ranjo-gum ne jakdaa hai Gark ho kar madiraa mein Zaalim ne khanjar pakdaa hai
639 Times Scraped
Saaki se kah do ki may me ab wo baat na rahi, jab se nigaaho se pee hai botal ki yaad na rahi, behosh kaun karta hai ye to waqt hi batayega, par jaam me ab unki nigaaho si kaaynaat na rahi.
641 Times Scraped
Raat gumsum hai magar chan khamosh nahi, Kaise keh du aaj fir hosh nahi. Aisa duba teri aakho ki gehrai main, Haath mein jam hai magar pine ka hosh nahi.
651 Times Scraped
Priye gaaon mere tu chal Tere shahar mein kya dhara hai Wahan boli mein sehad hai Yahan botolon mein sab bhara hai
655 Times Scraped
Jaam tutne ka bahana na kar Ham to teri aakhon se bhi pi lenge Tu mat aa, par aane ka waada to kar, Hum tere intezaar mein hi ji lenge.
658 Times Scraped
Log peete hai sharab mehkhane ja ja kar, pee hai jo do pal mein utar jayegi, humne to pee hai apne mehboob ki aankho se, jo umar bhar naa utar payegi.
661 Times Scraped
Nasha hum karte hai Ilzaam sharab ko diya jata hai Par isme kusoor sharab ka nahi unka hai Jinka chehra hamein har jaam mein nazar aata hai
687 Times Scraped
Aye sharabi tu peeta jaa, Tere paimaane main aaj dariya hai, asar tere nashe ka dekhenge hum, Tere peene ka aaj nazariya hai, tujh pe yeh ilzaam hai hoosh walon se, Ki tu be-khabar madhosh dewaana hai, aa sharabi pee ke sach bole ja, tere haathon main aaj maikhana hai.
862 Times Scraped
Pilaana farz tha to kuch bhi pila diya hota Sharaab kam tha to paani mila diya hota Agar zuban pe sharm-o-haya ka pehra tha To muskura kar sar hi hila diya hota
947 Times Scraped
|
|
|
|
|